vipin

Whatsapp Status in hindi




dil ka haal batana nahi aata,
hame aise kisi ko tadpana nahi aata,
sunna to chahte hain ham unki awaj ko,
par hame koi baat karne ka bahana nahi aata


teri dhankan hi zindagi ka kissa hai mera,
tu zindagi ka ek ahem hissa hai mera,
meri mohobaat tujse sirf lafzo ki nahi,
teri ruh se ruh tak ka rishta hai mera

bhadak uthte hain shole 
mast mahool ho jata hai,
dekh kar aysa jalwa,
dil out of control ho jata hai,
patharo ko bhi mom kar de apne husn se,
apke chu lene se pani bhi petrol ho jata hai

kash koi hamari bhi rashke kamar hoti,
ham bhi najar milate
hame bhi maza aata


aap par padi jab meri najar,
na raha dil na raha liver,
chad gya muje ap ka fever
ab ap ho meri for forever


hajar bar li tumne talashi mere Dil ki,
batao kabhi kuch mila isme pyar ke siwa

Wo hame bhul jaye is baat ka hame gham nahi.
doob mare wo ladki jiski kismat me hum nahi